Ye Ek Website Nahi Aapko Aaptak ( High Probability ) Le Jaane ka Rasta Hai

“Jeevan ek yatra hai – bahar ki nahi, andar ki. Na raasta dikhta hai, na manzil, bas ek shabd hota hai jo humein andar se bulaata hai. Adhyatma ka marg wahi prakash hai jo andhkaar mein roshni ban jaata hai

Main Sermon

Bhagwat Geeta

न हि ज्ञानेन सदृशं पवित्रमिह विद्यते।
तत्स्वयं योगसंसिद्धः कालेनात्मनि विन्दति

Is duniya mein knowledge se bada koi bhi pure cheez nahi hai.
Jo insan yoga aur self-practice mein expert ho jata hai, woh dheere-dheere apne heart mein hi is knowledge ko feel karta hai

har vyakti ke liye apne swadharm ka palan karna hin uska sabse bada dharm hota hai

Insan ke dukh ka mul karan uska apna swarth aur ahankar hai 

Sant Kabir

“कबीरा ते नर अंध हैं, गुरु को कहते और।
हरि रूठे गुरु ठौर है, गुरु रूठे नहीं ठौर   Bhagwan humse naraz hote hain ya humse door hote hain, toh Guru humein sahi path dikhate hain aur Bhagwan tak pahuchne mein humari madad karte hain. Lekin agar Guru humse naraz ho jayein, toh hum kisi aur jagah par sharan nahi paa sakte kyunki Guru hi humari spiritual growth aur Bhagwan se milane ka main source hote hain.

J. Krishnamurti

1– स्वतंत्रता अधिकार का विपरीत नहीं है। अधिकार का विपरीत है विकल्प का अभाव

Svatantrata ka matlab authority ka viprit hona nahi hai. Jab humare paas koi chunaav na ho, tabhi hum authority se bandhe hote hain

मानव बुद्धि का सर्वोच्च रूप है बिना किसी निर्णय के स्वयं का निरीक्षण करना।

Sabse uchit manav buddhi apne aap ko bina kisi mulyankan ke dekhna hai. Jab hum khud ko bina kisi buraai ke samajhte hain, tab hum sachhi buddhimatta ka anubhav karte hain.

Our Help For You

We are with You

hamari Team hmesa aapki help karne ko taiyar hai aapko aapki life se related koi problem ho to aap hamse puchh sakte ho

Ask Me Question

ham ek dure se kisi bhi Subject se Related Questin puchh sakte hai Question Physical , Spiritual kuchh bhi ho sakta hai

Give You The Book

Kyuki mujhe kitabe padhna bahut achha lagta hai to mai yah bhi chahunga ki aap apna time bekar me kaamo ko naa dekar books ko de

Our Great Men

Our Inspiration Book

Prakriti Aur Adhyatm Ka Sambandh

Prakriti humare jeevan ka asli base hai, sab kuch yahin se janma leta hai

Prakriti bahar ka jagat hai, aur adhyatm andar ka safar

Nature ki beauty ko dekhte samay, hum apni soul se silently baat karte hain

Tree jaise earth ke bina nahi tikta, waise hi spirituality bhi prakriti ke bina incomplete hai.